Kiya haaji ke liye qurbaani waajib he?

Q: Me karobar me apne abu ke sath hu. Me is saal hajj pe ja raha hu. Me hajj ki qurbani to wahan karunga. Mere abu is saal qurbani karne ka mana kar rahe he. Mere pass sirf 60000 cash he jis ke me waha ke liye riyal le jaonga. Kiya ab mere uper yaha ki qurbani wajib he?

A: Agar aap musaafir honge, to qurbaani aap ke upar waajib nahi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)