Tahajjud ki namaaz ke bad sona

Q: Tahajjud ki namaz parhne ke baad sona chahiye ya nahi? Kuch log kahte he ke nahi so sakte fajr ki namaz parh ke hi sona lazmi he.

A: Nahi, so sakta he ba shart ye ke fajr ki namaaz fout ho jaane ka andesha na ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)