Meerath

Q: Aik walid ke 4 bete he. Barhe ki shadi apne zindagi me karai aur mahar me aik 10 marla makan likh di. Dushmani ki wajah se doosre ghar me rahe. Wafat ke bad barha bhai mahar ke ghar ke elawa doosre ghar me bhi hissa mang raha he. Doosra ghar 2w marla he. Rehnumai farmaye?

A: Ba-waqt wafaat jo kuch waalid ki milkiyyat me thi us me sab wurasa shareek rehte he. Ye bethe chote ho ya bare ho, chaahe unko apni zindagi me kuch diya ya nahi lekin meeraas me sab ka haq saabit he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)