Bacho ke naam par qasam khaana

Q: Kisi aurat ne apne bachon ki qasam khai. Ab wo pareshan he ke kiya kare kyun ke apna yaqeen dilane ke liye qasam khai.

A: Sirf Allah Ta’ala ke naam par qasam khaaya jaasakta he. Bache ke naam par qasam khaana jaaiz nahi he aur qasam durust nahi hoti. Is haraam qasam ke liye tawba kare aur aainda us se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)