Quran par haath rakh kar kehna ke fula kaam nahi karoonga

Q: Agar koi insaan Qur'aan par haath rakh kar kahe ke ye kaam nahi karoonga agar kiya to beshak toba bhi karon phir bhi Allah maaf na kary or agar wo kaam hojay to kiya kare? Toba qabool hogi ya pehle alfaz waapas lene paryn ge?

A: Agar ghuna waale kaam ke bare me us ne ye kaha, to us ko chaahiye ke sache dil se tawba kare aur phukta azam kare ke aainda wo us kaam ko nahi karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)