Biwi sohar ki dareeh ka mazaak karna

Q: Agar biwi sohar ki dareeh beard ka mazak banae to kia isse nikaah toot jata he?

A: Agar biwi ne daari ki sunnat ka mazaak nahi kiya balke khaawind ki daari ki surat ka mazaak kiya (jaise khaawind ki daari bohot choti he)  to is se wo kaafir nahi howa aur nikaah nahi toota. Lekin biwi ko is tarah ki baato se parhez karna chahiye. Ihtiyaatan us ko taubah karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: