Ishraaq aur chaasht ka waqt

Q: Ishraaq aur chaasht ki namaaz ka waqt kab se kab tak he?

A: Ishraaq aur chaasht ki namaaz ka waqt suraj ke tuloo' hone ke bees minute ba'd se lekar zawaal tak he. Lekin is poore waqt ku agar do hisse kiya jae, to pehle aadha me ishraaq parhna behter he aur dowsre aadha me chaasht parhna behtar he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)