Ishraaq, chaasht aur zawaal ka waqt

Q:

1. Chaasht aur ishraaq ki namaz ka waqt kab tak he?

2. Zawaal ka waqt kitne baje se kitne baje tak hota he?

A:

1. Ishraaq aur chaasht ki namaaz ka waqt suraj ke tuloo' hone ke bees minute ba'd se lekar zawaal tak he. Lekin is poore waqt ku agar do hisse kiya jae, to pehle aadha me ishraaq parhna behter he aur dowsre aadha me chaasht parhna behtar he.

2. Jab sooraj ain istiwaa ko phonch jaaye, us ko zawaal ka waqt kehte he. Ye mukhtalif mausam me badalta he. Aap taqweem me dekho. Phir jo waqt waha par bataya gaya usme kuch minute pehle aur bad ko chor karke phir namaaz parhle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)