Eik shareek ko nuqsaan ka zimmedaar banana

Q: Me ne aik admi ke sath loss profit par business kya jis me mukhtalif logo ki investment thi jis admi ke sath karobar kya tha us ne khudkushi kar li ha jis ki waja say sara paisa dob gaya ha ab kyun ke meri wajah se logo ne paisa lagaya tha wo mere se mang rahe he jab ke paisa mere pass bhi nahi he jo un ko de sakoo profit 3 hisso mae taqseem hota he ab is ki shari haisiyat kya he?

A: Ye shirkat he. Aur shirkat ka hukm ye he ke jo shareek hota he woh nafa aur nuqsaan me shareek hota he. To lihaza jab sab usme shareek he aapko is nuqsaan ka zimmedaar bataana ghalat he aur zulm he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)