Nafil roza kis din rakhna chahiye?

Q: Nafil roza kis din rakhna chahiye?

A: Saal me paanch din me nafl roza rakhna jaaiz nahi he (wo paanch din Eidul Fitr, Eidul Adha, aur Eidul Adha ke 3 din bad). In paanch dino ke alaawa (aur Ramadhaan ke alaawa), aadmi kissi din me nafl roza rakh sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)