Shaadi karne ke liye Quraan ka hadya dena

Q: Larkiyon ka Quran ka hadiya karna zaruri hai kya? Bina hadiya kiye bagair nikah nahi hota hai kya? Agr hadiya karna zaruri hai to kaise karna hota hai aur kiya kiya karna hota aur kab karna hota hai? Mera hadiya abhi tak nahi hua hai.

A: Shaadi karne ke liye Quraan ka hadya dena zaroori nahi he. Ye nikaah ke sharaait me se nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)