Fajar jamaat shuroo hone ke ba'd sunnate parhna

Q: Agar namaz fajar ki jamat shoroo ho. Namazi aaye. To isse pehle sunnat parhni chiye ya farz jamat ke sath parhne ke bad sunnat parhni chahiye?

bismillah.jpg

A: Agar aap jaante he ke sunnat parhlene ke bawujood aap jamaat milsakte, to sunnat parhle. Owr agar jamaat choowtne ka andesha ho, to jamaat me shaamil ho jaai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)