Jumua namaaz ki sunnate

Q: Mujhe pochna tha Jumma ke din Zuhar ki chaar farz namaz (rozana padhi jane wali), imaam ke saath padhi jane wali do farz namaz ki waja se, sunnate muakkadah me badal jaati he kya?

bismillah.jpg

A: Juma' ke namaaz se pehle chaar rak'at sunnat hoti he owr jumua ke bad che rak'at sunnat hoti he, chaar owr do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)