Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khuwab mein aj dkha tha fajar parh k sone ki bd mre ghar k darwazay mein koi do larkey hote hen madad mangny ate hen jin ko nuqsan pouncha hota h sailab sy un logo k lye mein apne kch kapry n sharbat wale dodh ki teen bottles nikalti hun. Dene k lye tbi mre walid ajate hen mein chupa dti hun apni almari mein socha chupa k dungi dar b rahi hoti baba dkh na lien. Phr jb wapas chalay jate hen baba to me teen k bajaye do bottles n kch apne jorey un logo ko dti hun ek dodh ki bottle apne liye rakhti hun k khud piyungi. 2nd khuwb dkhti hun ghar py mein aur ami aur mre bhai hote hen. Darwaza bajta h bhai bara dkhta h to sher (lion) hota h hm dar jatay hen bhai muqabila krta h sher n bhalo hote hen. Phr chota bhai n bara ml k muqabila krte hen mein bht dari hoti hun. Phr sher gaib hojata h ya mar dty hen ya behosh yad nh kia hota h. Pr lgta h bhai jeet gye chotey ko mu py thore nishan hote hen zakhm n sher k panjay k. Ami pareshan hojati hy. Eski tabir bta dien.

A:

1. Purda ka ihtimaam kare tamaam na mahramo se.

2. Allah Ta'ala khaandaan ku mahfooz farmaenge tamaam shar se.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada