Shaafi'ee ke peeche namaaz parhna

Q: Ayk Sunni hanafi shakhs ki namaaz ayse shafaae imam ke piche jo maslake hanfi ki bilkul bhi riaayat na karta ho to kya aise imam k piche hanfi ki namaaz ho jai gi. Quraan owr hadees ke saath jawaab inaayat farmaai.

A: Agar wo namaaz ayse tareeke par parhata he ke Hanafi mazhab me namaaz hojati he, to Hanafi muqtadi ki iqtida saheeh hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)