Namaaz ke ba'd dua owr tasbeehaat

Q: Kya namaz ke baad jab imam saheb dua karwate he ya tasbeeh parh rahe hote he to hum ne bhi dua karni hoti he ya tasbeeh parhni hoti he ya hum khaamooh rehna hota he?

A: Aap bhi du`aa kare ya tasbeeh parhe. Dono baato ka ikhtiyaar he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)