Azaan se pehle namaaz parhna

Q: Agar namaz ka waqt ho jaye lekin abi azaan na huwi ho to kya namaaz adaa ki ja sakti he?

A: Agar awrat he to unku Musjid ki azaan ke liye intizaar karna zaroori nahi he. Wo namaaz parh sakti. Mardo ku chahiye ke wo apne namaazo ku Musjid me Jamaat ke saat namaaz ada kare. Baghair uzar apne gharo me namaaz ne parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)