Awrat ku haidh ne aana

Q: Mujhe pata karna hai ke islam aesi aurat ki kya jaga hai jisko 25 saal ki hone tak bhi kabhi haiz nahi hua? Kya Allah us larki se naraaz hai? Hadith ki rowshni jawab dijiye.

A: Awrat ku haiz na aana Allah Ta'ala ki naraazgi ki alaamat nahi he. Aap kisi doctor ke paas jae owr un ku batlaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)