Khwaab ki ta'beer

Q: Meri dosat nay do dafa dehkha main pani main dob Rahi houn. Us ki tabeer kia hain?

A: Paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kya kare owr purda ka ihtimaam kya kare tamaam na mahram mardo owr larko ke saat owr tamaam mushtabah cheezo se parhez kare (masalan cellphone, internet, TV, buri suhbat, novels, waghairah).

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada