Khwaab ki ta'beer

Q: Maine khwaab delha hai ke mai apani shaayad koi talaab hai uske upar ek bridge par apni bhatiji ke sath hu. Aur bridge ke dono tarafse pani ke uparse do bare bare saap humpar hamla kar rahe hai aur hum aya waha bhagkar bachne ki koshosh kar rahe hai. Phir maine dekha ke ek taraf ka saap gayab ho gaya. Kya aap iski tafseer bata sakte hai?

A: Paanch waqt ke namaaz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada