Azaab

Q: Allah Ta'ala ne bohot si qumhoon per mukhtlif qisim ke azab bhejy kisi pr hava chalai kisi pr pathar barsy kisi per zazla bheja and waghira. Allah Ta'ala kisi muslman per ye azab bhi bhej sakta ha ke aik muslman sari zindgi namaz perhta rhy rozy rakhta rhy lakin us sy koi asa gunaha zindgi main sarzad ho gya ho ke Allah Ta'ala us gunaah ki waja se usy marty wakt usy halat e kufr main moat de dain?

A: Kabi Aadmi ke halaat bure hote he lekin Allah Ta'ala ke siwa koi nahi jaante he. Maut ke waqt us ka kufr zaahir hojata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: