Khwaab ki ta'beer

Q: Mai ye khwaab daikha ke kabrastan ki mitti badal badal tai na toa waisa khudai ka kaam start hai sab kabar khod rahe hai eak kabar ko bhi khoda gya lekin jo marhoom oas kabar mai tha woh waisa he hai fresh white kafan mai khubsurat marhoom sai hum waif hai. Meharbani karke batana.

A: Khwaab ki ta'beer ye he ke sab ku maut ke lia tayyari karni he. Neak lowgo ke badno ku bhi maut ke bad Allah Ta'ala sarne se bachaate he owr hifaazat karte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada