Bheeg mangna

Q: Aajkal ye kaha jata hay ke un beggars ko paisy de sakty hen jo disabled he ya bohot gareeb he. Un logo ko nahi deny chahye jo jismani tor per sehatmand owr chalty phirty he. Mjhe puchna yeh he ke me ne suna ke aap (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke ghar se kabhi koi khali hath nahi jata ta to hamen kia karna chahye?

A: Peshwaar bheeg mangne wale ko kuch ne de. Jiske muta`alliq tumhara jee gawahi deta ho ke woh haajat wala he to unki hajat ko poora karo jaha tak ho sake aasani ke saat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)