Haidh ki haalat me Qur'an Shareef ka parhna

Q: Haidh ki haalat me Quraani ayat parh sakte he bagair Qur'aan chuye? Kuch log kehte he ke nahi padhna chaye phir din ki shuru se lekar raat me sone tak to dua ka ehtamaam karna hota he. Agar is halat me na parhe to ye 5-7 din tak bagair dua ke kaise rahe?

A: Haidh ki haalat me Qur'an Shareef ku haat lagaana owr parhna jaaiz nahi he. Lekin Dua owr azkaar ka parhna haidh ki haalat me jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)