Zehni khiyaalaat ke wajah se khwaab dekhna

Q: Maine khwab me dekha ke mai apne final exams jo maine kuch din pehle likhe hai mai un me fail ho chuki hoon. Kya aisa mere sath sacchi me hoga? Please iska matlab bataiye main bahut ziyaada pareshaan hoon.

A: Ye khwaab zehni khiyaalaat se paida huwa. Is ki taraf diyaan ne do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada