Khwaab ki ta'beer

Q: Mery do khawabon ke tabeer bta dijie.

1- Mene dekha me owr meri ami aik veran jaga pe ja ray hty hn whan lizards he. Me ami ko jaldi jaldi chalny ka kehti he lekin ami bar bar ruk jati hn. Phir mn unko khench kr ly jati hn. Aik purini masjid ke trha ke amarat hti he. Aik do aurat waha phly sy nmaz prh ri hti h. Men bhi jae namaz bicha ke phly pechy dekhti hn k koi snake ya lizard to ni aa ra. Phr niyat karti hun kabi hazrat ayesha ka nam leti kabi hazrat khadija ka isi tarah aik owr bibi ka nam leti hu.

2- Me apni ammi ke sath apni birthday me ri hti hn k 2 white color ke churailen meri taraf aati hn unki shaklen jani pehchani hoti he shaid friends jesi.

A: Paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kya kare owr kasrat se Durood shareef parhe. Mahabbat ke saath tamaam kaam me Sunnat ka ihtimaam kare owr ache lowgo ki suhbat me rahe. Apne zindagi me Sunnat laane ke lia Fazaa'il A`maal ki taleem bohot hee mufeed he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada