Khwaab ki ta'beer

Q: Meri Bahen ek taweez pahenti hai taki koi uspar jadoo tona na kar paye. Raat usne khawab dekha ki woh ek choti bachche ko khela rahi hai ki achanak se woh ladka mar jata hai, aur tabhi khayal aata hai ki uska taweez kharab ho gaya, tabhi meri waledah bhi aa jati hain jo khud bhi waisa taweez pahenti tab meri bahen unse kaheti hai ki Amma hum dono ke taweez kharab ho gaye.

A: Is ki taraf diyaan ne de lekin paanch waqt ke namaaz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada