Khwaab ki ta'beer

Q: Main ne aaj khwaab main dekha ke main masjid main juma namaz par ne gaya hu wahan pahle se kise ka janaza rakha ha phir maine dekha ke hum namaze-e-janaza parhane khare hote hain to maira czn sath main ha or wo pora janaza mobile main lagata ha bech mai us ki call ajate ha ami ki phir hum wait krte hain again wo akar phir mobil main lagata ha hum sunte hain pora hone k bad hum us ka janaza uthate hain to bohat halka hota ha maire soch mai ata ha wahe k mashallah itna halka ha lagta ha naik banda ha jab k main us ko nahi janta k ye kon ha jis ka janaza ha phir maine dekha k us k janaze ko uthane pahle log ate hain agay ja kar koye nahi hota sirf maira bhai or do czn hum utha rahy hain or khe rahey hain ke hum he hain bas uthao or le kr chalo itna dekha mujhe samjh nahi araha k kia taber ha please mujhe bata den.

A: Hum lowgo ku chahia ke hum ayse Ulama' ki ittibaa' kare jo Sunnat ke raaste par chalte he owr hidaayat yaafta he. Agar hum kise ku dekhe ke wo bidat ke raaste par chalte he, to ayse aadmi se hume ijtinaab karna chahia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada