Khwaab ki ta'beer

Q: Main me khwab dekha ki main namaz pad raha hun ek saksh ki iqtida mein sab kuch to sahi ada karta hai lekin sajda ke time wo opposite sajda karta hai main bhi u ski iqtida mein ulta sajda karta hu aur theek mere bagal se kuch dur ek a aadme sahi namaz ada kar raha hai aur mere sat wale imam ne Salam bhi nahi peri aur main ne uski iqtida ki.

A: Neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar kare owr ayse Ulama' ki ittiba' kare jin ka qibla Deen he owr wo tamaam kaamo me Sunnat wale raaste par chalte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada