Shar'ee daleel ke beghair kisi ku kaafir kehna

Q: Agar koi Muslim kisi dosrey Muslim par bins tasdeeq ke kafir honey ki tuhmat lagaey aesy Muslim Ko Islam Kia kehta he?

A: Kisi Shar'ee daleel ke beghair kisi ku kaafir kehna haraam he. Hadith Shareef me aaya ke agar koi kisi ku kaafir kahe owr jis ku kaafir kaha gaya, wo is tuhmat se bari he, tu us kalima ka wabaal bolne wale ke upar lowta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: