Khwaab ki ta'beer

Q: Mera ek khawab hai jo bahut saal phele dekha tha lakin aaj bhi woh khawab mere demagh me bait gaye hai. Khawab hai ke Mein ek dargha me hoon Jo Bangalore ki mashur Dargha Hazrat Tawakul Mustan Sha(R.A) tu ek dum Dargha ki Mazar woh ek dum khool jati hai wahan par mein ekela hoon us mazar mein ek Reshmi Roshani sufaid Libaas aur Noorani chera dahadi aur sar k baal lambe sufaid Jo ek bhi black nahi jaise k baal bhi dadi Reshmi hoon ek dum straight so kar hain aur ek dum utkaher bait jate hein aur apni gardhan phira kar mujhe dekhtai hein mein unko dekhar dar ke mare aankh khuljati hai. Mufti sab aaj bhi mujhe woh khawab yaad hai aur woh noorani chera bhi.

A: Aap ku chahia ke tamaam kaamo me Sunnat ki ittiba' ki kowshish kare. Issy se qubooliyat haasil hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada