Nikaah se pehle jismaani taalluqaat

Q: Mera sawal yeh hai k agar koi ladka ek ladki sadi se pehle jismani talukat rakhta hai ya galati se ho jata haii to un dono ke liye kya karna wajib hoga. Please mujhe answer de Allah hafiz.

A: Dono Allah Ta'ala se tawbah kare owr pukhta azam kare ke aainda aysa gunaah se qareeb nahi jaaenge. Issy tarah zuroori he dono ke upar ke dono ayk dowsre se ne mile owr baat bhi ne kare. Ye talluq haraam he. Agar shaadi karna chahte he to larke ku chahia ke larki ke maa baap se baat kare owr larki ke lia nikaah ka peghaam bhejde. Agar larki ke maa baap larke ke Deen owr akhlaaq se khush he, to wo apni beti ka nikaah us se parhale.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: