Khwaab ki ta'beer

Q: Me na Khwab ma Dekha ka ma Quran Pak ka last page Par rha hoo likin buth mistake yani Ravangee sa nahi pr rha aur mare wife mare muj Correction krva rahi ha. Braha kram muj is ke Tabeer bata dain.

A: Agar aap ki tilaawat durust nahi he to kisi Aalim ke paas jakar islaah kare. Issy tarah tamaam aham kaamo me Ulama' ke saat mashwarah kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada