Namaaz me nazar kaha honi chahiye?

Q: Namaaz me nazar kaha kaha honi chahiye?

A: Qiyaam ki haalat me sajdah ke maqaam par aur ruku me qadamo par aur sajdah me naak ki taraf aur qa`dah me goud ki taraf nazar honi chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)