Khwaab ki ta'beer

Q: Maine khuwaab ma dekha ke aasman laal ha khoon ki tarha or paani bhi laal ha khoon ki tarha. Loog ksi jang ki tayyare karae hain. Haram bhi paas ha kaheen. Andheera he andheera ha. Badal bhare hoe han aasman per. Door Door tak chand rohni sitaree kch nai hain. Loog mard hazraat khare hoe hain jaise saf ma khare hoteen hain, unk gird murdee jaise loog ajjeb sy guard banne hoe hain. Logon ki ankheen lal horae hain. ladies akele room hain. saf banne hoe hain. Namaz ada hoe ha. samne ki saf tere hain, wo amne samne hain. log intezaar karae hain k jung khatam hoge toh chand nikleega phr sab theek hojaega. mre daddy jaate hain maidaan chorkr, ma unhe khtee hon k wapas ajaen chand nikalne wala ha ajaen ajaen sb theek hojaega. Hum phr bhaagte bhaagte ksi building ma pohanch jaate hain o Haram ki basement hotee hai. Wahan boht ajeeb c makhlooq sy mulaqaat hotee ha mre bus phr mre ankh khulgae

A: Is pur fitan ke zamaane me hame chahia ke hum apni Deen owr izzat ki hifaazat kare. Agar hum kuffaar ke tareeqe ku ikhtiyaar karenge owr Deen ku chowrdenge to hum nakaam banenge. Lekin agr hum Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki Sunnat wale raaste par chalenge owr gunaaho se parhez karenge to hum kaamiyaab honge. Khwaab isi fitno ki taraf ishaarah kar rahe he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada