Khwaab ki ta'beer

Q: Maine khwaab main samundar ko kaala hothey hua dekha main mere saath meri marhoom daadi thi maine dekha ki samundar ka paani kaala ho raha hai aur samundar ka paani josh kha raha hai main yeh samundar kissi ghar se dekh rahi thi fir maine ussi ghar ke peeche wali khidki se dekha 1 shant samundar aur paani bilkul saaf paani blue colour ka tha aur bilkul saaf paani aur bohot hi shant samundar koi josh nhi aur maine apni marhoom daadi se kaha us samundra ko dekhte hua ki aakhirat aajaye aur Allah duniya ko khtam kar de maine aise kaha jaise main bohot mayoos hi is duniya se mujhe aap is khwaab ki tabeer baatye.

A: Mumin ku chaahiye ke hur waqt apni aakhirat ke lie fikr kare aur tayyaree kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada