Khwaab ki ta'beer

Q: Maine apse pehle aik sawal kiya tha ke mane khoon jitna laal rang her jaga dekha ha toh apka jawaab aya k fitne hain, inse bacho!! kya aap in fitno ki tashree krskte han thoree se? Mene s khuwaab ke doosre he din aik khuwaab or dekha, isma sayah rangat ha is dafa!! Pechle dafa surkh thee. Aasmaan per badal he badal hain, door door tak roshni nai hai! is dafa baani kala ha, jaise siyahi hotee haina kaalo, ussi tarha or lehreen boht taiz hain, mje ye yaad nai ha ke barish horae ha ya nai , bus ma akele abaye ma dupatte ma loft per hon wo jo 3 4 lakriyon ko sth jorkr banaya jaata ha, usper, akele hon or lehreen taiz hanlakin ma phr b bachree hon, ab ye kya hoa?

A:

1. Jis jaga me gunaah he ya bepardagi he, mardo owr awrato ka ikhtilaat, to un jago se bache owr apne Deen ki hifaazat kare. Fitno se yahi muraad he.

2. Lehre se bhi zamaane ke fitne muraad he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada