Khwaab ki ta'beer

Q: Meri waalida ki wafat ko aik saal beet gya hai. Mujy khawab ayi ke wo aik larkay ko janam deti hain aur me un ke pas hoti hoon. Me aur meri walida ke siwa aur kpi bho nahi hota. Baraye kram khawab ki tabeer jald btayiyega.

A: Qur'an shareef ka kuch hissa parh kar ya kuch sadaqa dede owr us ka sawaab apni marhoom waalida ke lia bhejde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada