Mahar ke baare me jhagra

Q: Mere behan ke nekah mahar 10 tola telai zawarat aor warasat may hasey par hoe jab ke nikaah name aor stamp paper may kuch asa tehrer hoa jes par in k aor gawaho ke sign bhi hai "10 tola telae zawarat aor aik makan may man-moqir ka hesa apny rafiqa-e-hayat ko maher may dia". Ab in may talaq e salesa hoe, ab wo log zewarat ko manty hai par makan may hasy say inkar karty hai aor kahty hai k nekah may nikah khawan nay jo alfaz kahy hai hum wo manty hai, aor warast may hesa nahi raha lehaza ye maher say bhi kharij hoa.

A: Mahr biwi ka haqq he. Talaaq dene ke bad shohar aur shohar ke khaandaan walo ko biwi ka mahr waapas lene ka koi haqq nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: