Mani owr mazi me farq

Q: Mujhe ye jaanna he ke mazi aur mani me kya farq he? Matlab in dono ke khaarij hone ka wakt konsa hota he? Aur kya ghair shaadi shuda larki ki bhi mani khaarij hoskti he? Agar hoskti he to uski wujoohat kya hogi?

A: Mani ke nikalne se poora itminaan hota he aur shahwat khatam hota he aur mazi dheere dheere rasta he aur khwaahishaat naa tamaam hota he.

Mumkin he.

Ghalabah-e-shahwat ya khwaab.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)