Khwaab ki ta'beer

Q: Agar kisi insaan ka inteqal ho chuka ho, aur khwab me usi insaan ka inteqal baar baar dekhna aese khwab ka kya matlab?

A: Mayyit ki maghfirat ke lia dua kare owr Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar, ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab un ke lia bhejde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada