Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne dream dehka ka meray parents aur relatives khai jaha ra ta aur middle ma koi food dae ra ta ma na bi lia aur wo jo khana kha ra ta wo meri sister ti jes ko kha ra ta phr ma na dehka ka peer zulfiqar naqshbandi shab beth kar khana kha raha ta koi larka un ka pas aya aur kha ma app sa dhoor sa milany aya hoo aur us ka sath ek aur bi larka ta. Bas etna yaad hai dream.

A: Allah Ta'ala aap lowgo ku Mashaaikh owr Buzrugaane-e-Deen ki pairwi owr un se saheeh tareeqe se faaida uthane ki tawfeeq naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada