Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khwaab dekha ke ek hathi aya hya hy gaon m jis se sb bhaagrhe hen. Hum sab apne ghron me drwaze aur khirkyan band kar k beth jaty hen, aur preshani ki halat me hen. Men us preshani ki halat m tez awaz m aytul kursi prhe jaarhi hu. Phr kuchh der bad mera bhai aakar btata hy ke khtra tal gya hy ab be fikr hojao. Is ki tabeer kia hskti hy? Mjhe ajkl sir drd aur pet m b hlka sa dard rehta hy to kia ye istrah k khwab is waja se to nhi aty?

A: Paanch waqt ki namaaz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada