Bhaanjay ki biwi ke saath halaala karna

Q: Mera sawaal ye he ke kya ayk aadmi ka apne bhanjay ki biwi ke saath halaala karna jaiz ha? Agr jaiz ha to iska tariq kya ha? Yani ke kitne arsey tak use apne nikah main rakey ga or agar jaiz nahi ha to iska kafara kya ha? Please jawaab jaldi dijiye ga apki bht bht nawazish hogi shukriya.

A: Baanje ke biwi baanje ke nikaah me ho. Jab wo kisi ke nikaah me ho, to us ke saat halaala kaisa hosakta he?

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: