Khwaab ki ta'beer

Q: Muje aaj afterrnoon mai 1 baje soyi thi mai bohot hi dravna khab dekha mere dad hamai lhudahafij kareke ja rahai they or mai or mera choota bhai vha they or hakikat mai alhmdulillh Allah unki umardraj kare vo dhek hai ab or mai ne 4bar mare marhum dadajan ko bi khab mai dekha ke bo bohot khus hai. Please muje bataye mai bohot pareshaan hu. Muje khwaab ka matlab bataye or ha muje har vakat fikar bohot rehti hai unki roj karti hu aapne abuu ki massaj or ha khab mai ye bi dekha mare bhai hajama karvane ke gya or vaha hajama Karne vale me abbu ko gira diya or theek se nahi kiya or mere abbu bohot to rajhai the dard ki vajah se or hakikat mai mera vahi bhai ke jana chahta hai or Maine ye bi dekha ke mera sabse bada bhai bate karraha tha abbu ke Marne ke bare mai pls muje bataye kya karu?

A: Aap ku fikar karne ki zuroorat nahi he. Khwaab me kabi intiqaal se muraad safar karna he. Mumkin he ke aap ke waalid kahi safar karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada