Sunnat ke mutaabiq kaam karna

Q: Mujh taray haftay pehlay khaboon aya kay mah ek jagah pay jate hon wahan boht rash hota wahan pay mah upper khalee hoti hon ek baanda mujh bolta ha joh samnay khara admee ha jis nay bacha utaya hua ha who hazrat ali ra hain mh ek dam say haraan ho jate hon mah usi banday ko dekh rahe hota hon jis ko who hazrat ali batata ha mah bolti hon mujh un ka face nhi dekh raha toh who bolta ha joh bacha utaya ha unhoin nay woh hazrat Hassan yh phir hazrat hussain ha phir awaaz ate ha kay ali da malaag mah tah ali da malaag or jab woh bolta ha yh hazrat Hassan yh hussain han toh phir awaaz ate ha karbala ko kalbala kay sahansha pay naaz ha Muhammad musatfa ko is nawasay pay naaz ha itne dar may mh unhein bolti hon kay hazrat ali toh woh apna moh uder kar letay han mujh dekhaye nhi detay bass face bht white hota ha light ki tarah. Mujh please is ki tabeer bata daein.

A: Apni zindagi me tamaam kaam ku Aap (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki Mubaarak Sunnat ke mutaabiq kare owr gunaaho se parhez kare. Ulama owr neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar kare. Allah Ta'ala aap ku Deeni samajh naseeb farmaenge owr aap ku kamiyaab banaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada