Hajj ke baare me wasaawis

Q: Me wasaawis ka mariz hu. Mene Hajj kiya alhamdulilah sab arkan ada kiye lekin uske bad se muje ek doubt paresan kar raha he ke Tawaf -E-Ziyarat karte wudhu ya ghusl sahi tarike se kiya hoga ya nahi aur muje yaad bhi nahi he kya aise doubt ki buniyad par muj par koi "DAAM" wajib hoga aur mera hajj sahi hoga aur meri wife mere liye halaal hogi? Please advise me.

A: Is qism ke shukook wa shubhaat ki taraf dhiyaan ne dena chaahiye. Allah aapka hajj qubool farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)