Mushtabah owr haraam cheezo se bachna

Q: Fajar se ada ghanta pehle khawab me dekha ke ek raja koi khaas hai or ek jaduger aurat hai usko wo moti sone ki moti ka haar deta hai phir wo moti ko nikaal ker alag alag kerti hai teen chaar jagaa or phir or wo aurat ki neyat kaar rehti hai phir kuch phuki sab per or ek hissa admi ko deti hai kuch kero bolti wo aad mi bolta hai mai 50 aad mi se keraao ga phir mai bache we moti uthaaleta ho aurat ke saamnese oe wo admi ko dene lagta ho mager wo aad mi ko letana Hai meko bolta hai iko samhaal ker rekho mai bolra ho meko nahi sanjhe ga rekhe fir sapna khuljata hai mera.

A: Hamesha neak lowgo ki suhbat me rahe owr buri suhbat se bache. Tamaam qisam ke mushtabah owr haraam cheezo se bache (masalan cellphone, internet, TV, novel, etc.). Allah Ta'ala sab ki hifaazat farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada