Kisi ku shaadi ke upar majboor karna

Q: Mai jana chahti hun kisi larki ko uski badsorati ki waja se reject karna sahi ha? Larke ki maa ko us ma sirf khubsorati chye ho jab ke koi larka us ki diyaanat daari sharaafat ki waja se shadi ka khuwish mand ho to...

A: Agar koi kisi se shaadi karna nahi chahta, to us ku shaadi par majboor nahi karna chahie. Agar us ku shaadi par majboor kya jae to aainda nikaah me pareshaaniya paida hojaegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)