Na mahram mardo ke saat purda ka ihtimaam karna

Q: Main ne khwaab me dekha ke ma asman mein urh rhi hun or ma nay ak larky ka hath pakra hua ha or wo bhi mery sth asman main ma urr raha ha. Me us larkay ko janti hun. Aap bta skty hain us ki tabeer kya ho skti ha?

A: Paanch waqt ki namaaz ku paabandi se parhe owr tamaam na mahram mardo ke saat purda ka ihtimaam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada